Apne liye na Sahi to dusre logon ke liye Jiyo Jo aapse pyar aur mohabbat karte Hain.
Jitna aapke pass gum hai. Yakin Mano log usse jyada dukh ke Sath jite Hain.
जितना आपके पास गम है. मानो या न मानो, लोग इसे बड़े दुःख के साथ जीत
Use insan se dur kabhi mat Jana Jo gussa karte hue tumhare pass pass aata hai.
जो व्यक्ति गुस्से में आपके पास से गुजर जाए उसे कभी भी अपने से दूर न जाने दें।
Nafrat to Chand lamhon mein ho jaati hai.
Lakin mohabbat ko hasil karne ke liye jindagi gujar jaati hai.
नफरत तो चंद पलों में हो जाती है.
लेकिन प्यार पाने के लिए जिंदगी निकल जाती है
Rishte aur taluk nibhaane ke liye daulat ki Nahin ek dusre ke ehsas ki zarurat hoti hai.
रिश्तों और तिलक के लिए दौलत की नहीं बल्कि आपसी समझ की जरूरत होती है।
Kisi bhi Apne se itna mat naraz hona k wo aapko manate manate khud Ruth jaaye.
किसी पर इतना भी नाराज़ मत होना कि जब वो तुम्हें मनाये तो रोने लगे।
Maine sikhi hai tamiz badtameezon se.
Zyada baat karne wale se khamoshi sikhi hai.Sikha hai adab be adabo se.
Rishto ka na hona itni taklif Nahin deta.
Jitna Deta hai taklif rishton ka hona.
रिश्ता न होने से इतना दुख नहींहोता.रिश्ते निभाने से जितना दर्द मिलता है उतना ही दर्द भी होता है।
Do dusre logon ke liye achcha sochte Hain. Allah unke liye ahsaaniya paida kar deta hai.
दो दूसरे लोगों के बारे में अच्छा सोचते हैं। अल्लाह उन पर कृपा पैदा करता है।
Kabi kabi sukun aur chain hasil karne ke liye tanhai ki zarurat hoti hai.
किबी किबी सिक्के और चेन प्राप्त करने के लिए एकांत की आवश्यकता होती है।
Dawa wo chain aur sukun Nahin deti. Kabhi kuchh alfaaz bhi insan ko chain dete Hain.
दो वू चीन और सिक्के नहीं देते. कई बार कुछ शब्द इंसान को चीन भी दे देते हैं.
Bevkuf se jhagada karna aapko bhi bevkuf banaa deta hai.
Kisi se mohabbat karte hue usse bahas karna bevkufi ki alamat hai jab aap uske bagair rah Nahin sakte.
Sach hamesha kadva lagta hai jhooth hamesha achcha lagta hai.
Jindagi aise Jiyo ki tum logon ke muskurane ki vajah bano. Aur aisi jindagi ni acchi jab logon ke rone ki vajah banne lagao.
जिंदगी ऐसे जियो कि लोगों के चेहरे पर मुस्कान आ जाए। और जब ऐसी जिंदगी आती है तो लोग रोते हैं.
Kuchh log jindagi mein hamare jeene ki vajah Ban jaate Hain. Aise logon se beparvahi acchi Nahin.
Galatfahmiyan rishto ko khatm kar deti Hain. Galatfahmiyan dur kar leni chahie to rishto mein.
Chehre se jyada Dil ko zyada aur Amal ko Dekho.
चेहरे से ज्यादा दिल और काम को देखो.
Agar Apne dil ka sukun chahte ho to Allah Tala ke zaat se mohabbat Kar lo.
Sabse behtarin subah banane wale Khuda ke zaat hai. Logon ki chaal uske Aage Nahin chal sakti.
सबसे बेहतर सुबह बनने वाले खुदा के ज़ात है। लोगों की चाल उसके आगे नहीं चल सकती।
Mohabbat mein mohabbat se haar Jana sacchi mohabbat ki nishani hai.
मोहब्बत में मोहब्बत से हार जाना सच्ची मोहब्बत की निशानी है।
Aise logon se dur rahana hi behtar hai zarurat ke waqt aapke pass aate Hain.
ऐसे लोगों से दूर रहना ही बेहतर है जरूरी के वक्त आपके पास आते हैं।
Etbar rishto ko kayam rakhta hai. Aur na yakini rishto ko khatm kar deti hai.
एतबार रिश्ते को कायम रखा है। और ना याकिनी रिश्ते को ख़तम कर देती है।
Waldin se mohabbat duniya ko jannat banaa deti hai.
वाल्दीन से मोहब्बत दुनिया को जन्नत बना देती है।
Ehsas rishto mein mithaas aur mohabbat badha deta hai.
एहसास रिश्तों में मिठास और मोहब्बत बढ़ा देता है।
Jo Rishte kamzor hote Hain. Wo bahut jald khatm ho jaate Hain.
जो रिश्ते कमज़ोर होते हैं। वो बहुत जल्दी ख़तम हो जाते हैं।
Yah kabhi mat socho ki tumne zindagi mein Kya khoya aur Kya paya Jo khoya wo tumhare Liye achcha nahin tha aur jo paya usse tumhare Liye behtar Nahin hai.
हां कभी मत सोचो कि तुमने जिंदगी में क्या खोया और क्या पाया जो खोया वो तुम्हारे लिए अच्छा नहीं था और जो पाया उसे तुम्हारे लिए बेहतर नहीं है।
Mohabbat ek aisi dastan hai jismein mohabbat Karne walon ke naam aate Hain.
मोहब्बत एक ऐसी दास्तान है जिसमें मोहब्बत करने वालों के नाम आते हैं।
Jo insan Apne man baap ko ijjat Nahin de Sakta.wo zindagi mein kabhi bhi Khush Nahin rah Sakta.
जो इंसान अपने आदमी बाप को इज्जत नहीं दे सकता। वो जिंदगी में कभी भी खुश नहीं रह सकता।
Yakin khuda se Mila deta hai. Aur be yakin rishto ko khatm kar de
Apni juban ko sambhal ke baat kiya karo. Kyunki isse Bada Koi hathiyar Nahin hai.
अपनी जुबान को संभाल के बात करो. क्योंकि इससे बड़ा कोई हथियार नहीं है।
Jameen ke upar akad kar Nahin sar jhuka ke chalna sikho. Khabar chain se sone degi.
ज़मीन के ऊपर अकड़ कर नहीं, सर झुका के चलना सीखो। खबर चेन से सोने देगी.
Ilm se zyada adab ko sikho. Adab insan ki pahchan ban jata hai.
इल्म से ज़्यादा अदब को सीखो। अदब इंसान की पहचान बन जाता है।
1 Comments
`$(array1).filter(array2);`
ReplyDelete